Face Book Fan Page

'Forgiveness'


'Forgiveness'
When it's not given in the rite time or
When it is not asked in the rite time,
You will miss something PRECIOUS in your life...

by Manan
Categories: | Leave a comment

saans lene se bhi teri yaad aati hai


Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.

by Manan
Categories: , , | Leave a comment

jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga

Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga...

by Manan
Categories: , , , , | Leave a comment

kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat


Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat
Tabhi to chand mein daagh hay,
Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hay.

by Manan
Categories: , | Leave a comment

jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay

Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay
Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey

by Manan
Categories: , | Leave a comment

jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho


Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!

by Manan
Categories: , | Leave a comment

aaj halki halki baarish hay


Aaj halki halki baarish hay,
aaj sard hawa ka raqs bhi hay,
Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,

by Manan
Categories: , | Leave a comment

saj badal kalay gehray hain


Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,
Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,

by Manan
Categories: | Leave a comment